• Song Name : Jiya Na Jaye
  • Singer Name : Anmol M
  • Lyrics : Anmol M
  • Music : Anmol M
  • Music Label : Zee Music Company

Jiya Na Jaye Lyrics - Anmol M
Jiya Na Jaye

Jiya Na Jaye Lyrics - Anmol M

Tumpe dil haari gayi 
Yeh judaai teri maar gayi

Tumpe dil haari gayi 
Yeh judaai teri maar gayi 
Baat yeh reh gayi kehne se 
Ki tum bin jiya na jiya na jiya na jaaye

Jiya na, jiya na, jiya na jaaye... (repeat)

Tera hi naam kyun zubaan pe rehta hai 
Ye adhoori kahaani sapne dikhata hai 
Jabse tujhko maana hai 
Dil ne yeh jaana hai 
Kyun kisi aur ki main nahi ban saki 
Nahi ban saki!

Jiya na, jiya na, jiya na jaaye... (repeat)

Tumpe dil haari gayi 
Yeh judaai teri maar gayi 
Baat yeh reh gayi kehne se 
Ki tum bin jiya na jiya na jiya na jaaye

Jiya na, jiya na, jiya na jaaye... (repeat)

Jiya Na Jaye Video Song - Anmol M